Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJani Namyachi Rangli Kirtani
HomeJani Namyachi Rangli Kirtani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pehli nazar mein dil mera imaan se gaya aankhon mein rang aa gaya iss shaan se gaya teri adaa ki baat bhi itni si baat hai jo koi tujhko jaan gaya jaan se gaya jaan se gaya aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman pehli muhabbat pehla ishaara kaise zameen par nikla sitaara tujhpe haseena dil maine haara sharmaa ke tune haai mujhe maara hooooooo yaaaaa aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman jab takraaye dil ke nagine phir tumhein aaye thande pasine tum muskuraayi main muskuraaya bada mazaa aaya bada mazaa aaya hooooooo yaaaaa aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman
jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan
jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le are main hoon deewaana tera main hoon deewaana tera soorat meri pehchaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ae mere roothe sanam kehna tu mera maan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le yaad kar yaad kar yaad kar yaad kar kaise kahaan dil reh gaya tha toot kar yaad kar yaad kar ek din main le gaya tha tera sab kuchh loot kar yaad kar yaad kar mujhse vaapas aaj tu apne sabhi armaan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he
hmmmmmm jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai tasveeron pe marta hoon waqt guzaara kartaa hoon main mehboob ki galiyon kaa koi aashique badnaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin dil par baadal chhaye hain par aankhon mein barsaat nahin kaisa main deewana hoon aisa main mastaana hoon pyaas to hai inn honthon par lekin haathon mein jaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman
aaj hum ishq ka izhaar karein to kya ho jaan pehchaan se inkaar karein to kya ho bhari mehfil mein tumhein pyaar karein to kya ho koshishein aap ki bekaar karein to kya ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho ho jaaneman tum kamaal karti ho aankhon aankhon mein muskuraati ho baaton baaton mein dil lubhaati ho narm saanson ki garm leharon se dil ke taaron ko gudgudati ho in sab baaton ka matlab puchhein to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajeeb aadat hai itna hungama kis liye aakhir pyaar hai yaa koi museebat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya kya ulte seedhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karte ho mastiyaan si fazaan pe chhaayin hain vaadiyaan rang mein nahaain hain narm sabz pe shokh phulon ne makhmali chhaadarien bichhaayin hain chhodo sharmaanaa aise mausam mein tabiyat
o jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nayan chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nayan chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman haan jaaneman tod de dilon ki doori aisi kya hai majboori dil dil se milne de haan abhi to huyi hai yaari abhi se ye beqarari din to zara dhalne de tod de dilon ki doori aisi kya hai majboori dil dil se milne de haan abhi to huyi hai yaari abhi se ye beqarari din to zara dhalne de yahi sunte samjhte guzar gaye jaane kitne hi saawan o jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nain chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman jaaneman sang sang chale mere maare aage peechhe phere samjhon main tere
jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai idhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin are teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin teri judaayi ka ghum hai warna koi ghum nahin bahut chaalaak hain ban raha bekhabar pyaar ke jaadoo ka ho raha hai asar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin hoo tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin dil se zara poochh apne kya main tera dil nahin naya hai silsilaa naya hai ye safar nayi hain manzilen magar hai ik dagar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaaneman Ae Jaaneman Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:27 13318
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:27   Song Number : 13318   

Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 03:37 13730
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 03:37   Song Number : 13730   

Jaaneman Jaane Jigar (Happy) Ghazab (1982) 04:44 39690
 
Poster of Ghazab (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 04:44   Song Number : 39690   

Jaaneman Jaaneman Jaaneman (1976) 05:39 20618
 
Poster of Jaaneman (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 20618   

Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Trishul (1978) 05:56 20620
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 05:56   Song Number : 20620   

Janeman Janeman Chhoti Si Baat (1975) 05:08 20648
 
Poster of Chhoti Si Baat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 05:08   Song Number : 20648   

Janeman Janeman Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:06 20619
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:06   Song Number : 20619